Harish Saluja's A House at the Crossroads

Chalne ko chal raha hoon

September 10, 2019 Harish Saluja, Lata, Dwijen Mukherjee & Chorus, C H Atma, Talat, Iqbal Bano, Hemanta, Chitra Singh Season 1 Episode 18
Harish Saluja's A House at the Crossroads
Chalne ko chal raha hoon
Show Notes

Poetry and old Hindi/Urdu songs and Ghazals curated by Harish Saluja
Part of the S&S podcasts: Sher and Song.

 

kya kya na jafayen dil pe sahin, par tum se koi shikwa na kiya,

is jurm ko bhi shamil kar lo, mere masum gunahon mein.

jab chandni raton mein tu ne khud hamse kiya iqarar-e-wafa,

phir aj hain kyon ham begane, teri beraham nigahon mein.

ham bhi hain wohi, tum bhi ho wohi, ye apni-apni qismat hai,

tum khel rahe ho khushiyon se, ham dub gaye hain ahon mein.

ulfat ki nayi manzil ko chala, tu banhen dal ke banhon mein,

dil todne wale dekh ke chal, ham bhi to pade hain rahon mein.

- Qteel Shifai

Sponsored by indigoartbags.com

Chalne Ko Chal Raha Hoon (quote)

Aye Dil Kahaan Teri Manzil

Manzil To Hai Badi Door

Seene Mein Sulagte Hai Arman

Ulfat ki Nayi (quote)

Ulfat Ki Nayi Manzil Ko Chala

Kahan Le Chale Ho

Door Ka Rahi

Nai Manzil Nai Rahen

Support the Show.