Harish Saluja's A House at the Crossroads

Bujha diye hain khud apne haathon, Mohobbaton ke diye jala ke

October 17, 2019 harish saluja, Parineeti Chopra, Jagjit Singh, Lata Mangeshkar, Shreya Ghoshal Season 1 Episode 27
Harish Saluja's A House at the Crossroads
Bujha diye hain khud apne haathon, Mohobbaton ke diye jala ke
Show Notes

Poetry and old Hindi/Urdu songs and Ghazals Part of the S&S podcasts: Sher and Song.

Tujhe bhula denge apne dil se, 
Ye faisla to kiya hai lekin 

Na dil ko maaloom hai na humko, 
Jeeyenge kaise tujhe bhula ke 

Kabhi millenge jo raaste mein, 
To munh phira kar palat padenge 

Kahin sunenge jo naam tera, 
To chup rahenge nazar jhuka ke 

 Na sochne par bhi sochti hun, 
Ke zindigani mein kya rahega 

Teri tammana ko dafn kar ke, 
Tere khayalon se door jake  

Bujha diye hain khud apne haathon, 
Mohobbaton ke diye jala ke 

Meri wafa ne ujaar di hain, 
Umeed ki bastiyaan basa ke

-Sahir 

Bujha diye hain (Quote)
Maana Ke Hum Yaar Nahin 
Baat Niklegi To Phir (Live)
Woh Jo Milte The Kabhi
Chal Diye Deke Gham
Jeevan Ke Safar Mein Rahi
Ajeeb Daastan Hai Ye
Ajeeb Daastan Hai (Shreya)

Support the show